Nadeem Sarwar beautiful noha on Hazrat Imam Hussain (a.s) written by Jawad Jaffery and Nadeem Sarwar Hoga Ya Hussain Lyrics in Urdu released in 2023.
Lyrics
Haan Kaisa Pyara Naara Hai Yeh
Har Dil Ne Pukara Hai Yeh
Maula Yeh Hamara Hai Ya Maula Ya Hussain
Mere Maula
Sab Ne Dil Se Mana Hai Yeh
Sab Ne Jis Ko Paana Hai Yeh
Hum Sab Ka Khazana Hai Ya Maula Hussain
Maula Hamara Jisske Dil Mein Bhi Rahay Ga
Hur Ki Tarah Se Usakaa Dil Bhi Yeh Kahe Ga
Tum Be Misaal Maula, Tum La Zawaal Maula
Her Dil Sey Aa Rahi Hai Mola Ye Sada
Ho Ga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Sarey Jahaan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahay Ga Ya Hussain, Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Teri Qurbani Maula Deti Hai Gawahi
Har Dil Pay Hogi Maula Teri Badshahi
Tera Hi Naam HoGa Tera Paighaam HoGa
Sab Ke Dilon Mein Hogi Zinda Karbalaa
Ghar Ghar Ho Ga Aapka Jab Aana Ya Hussain
Sarey Jahaan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Ho Ga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Wallah Den Ast Hussain, Den Panah Ast Hussain
HoGa Ya Hussain, HoGa HoGa Ya Hussain
Aisa Hai Aisa Mere Maula Ka Gharana
Rab Na Banaya Jiski Khatir Zamana
Syed Sultan Ka Ghar Kal Imaan Ka Ghar
Nokar Hai Jis Ke Ghar Ka Sara Ya Jahan
Samjhain Ge Jab Aapka Gharana Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Ho Ga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahay Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Jo Na Kia Kisi Ney Tum Ney Kar Dikhaya
Raah E Khuda Mein Maula Ghar Ka Ghar Litaya
Tum Par Salam Maula Har Subah O Shaam Maula
Tum Sa Nahi Hai Maula Koi Dosra
Ho Ga Har Insaan Jab Tumhara Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Ho Ga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Shah Ast Hussain, Badshah Ast Hussain
Wallah Den Ast Hussain, Den Panah Ast Hussain
HoGa Ya Hussain, HoGa HoGa Ya Hussain
Aa Dekh Zara Yeh Karb-o-Bala
Kya Noor Khuda Ka Bikhra Hai
Heran Karorron Ankhin Hain
Har Simt Hussain Ka Jalva Hai
Kal Jalta Howa Ik Sehraa Tha
Ab Jannat Ka Ik Tukra Ha
Kal Pak Hussain Akela Tha
Ab Uske Sath Zamana Hai
Jo Beeet Gaya Jo Aaye Ga
Har Daur Tumhara Ya Hussain
Maula Hai Hamara Ya Hussain
Hum Sab Ka Hai Naara Ya Hussain
HoGa Ya Hussain, HoGa HoGa Ya Hussain
Jaari Tha Jaari Hai Or Jaari Hi Rahey Ga
Har Gham Pay Gham Tumhara Bhaari Hi Rahay Ga
Tum Par Qurbaan Maula Hum Sab Ki Jaan Maula
Tum Hi Raho Ge Maula Sino Mein Sada
Dil Jab Ho Ga Thikana Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Ho Ga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahay Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Jab Bhi Ayen Ge Maula Imam-e-Zaman
Un Key Labun Pey HoGa Noha Karbalaa Ka
Har Dil Bedaar Ho Ga Sheh Ka Zuwar Ho Ga
Saari Duniya Mein Ho Ga Zikar E Karbalaa
Maatam Ho Ga Phr Aapka Aisa Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Ho Ga Jab Bedaar Yeh Zamana Ya Hussain
Saaray Jahan Key Lab Per HoGa HoGa Ya Hussain
Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain
Hota Rahay Ga Ya Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain, Ya Hussain
Shabir Ka Jaisa Duniya Mein Na Aaya Tha Na Aaye Ga
Allah Se Aisa Ishhq Bhala Ab Kar Ke Kon Dukhaay Ga
Quran Shah-e-Wala Ki Terhan Naizay Pay Kon Sunaye Ga
Ab Karb-o-Bala Jaisi Bastii Na Koi Aur Basaye Ga
Ya Shah-e-Zaman Ae Zakhmi Badan
Tera Deen Bhi Too Bhi Sacha Hai
Too Zindah Hai Paendaa Hai
Yeh Sara Zamana Kehta Hai
Har Dil Ne Pukara, Ya Hussain
Har Aankh Ka Tara, Ya Hussain
Har Qoum Ka Naara, Ya Hussain
Maula Hai Hamara, Ya Hussain
Poet: Jawad Jaffery & Nadeem Sarwar