Title: Wawaila
Nohakhawan: Nadeem Sarwar
Poet: Jawad Jaffery
Album: 2024
Wawaila Lyrics
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Yabna Zehra Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa
Aal-e-Rasool
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa, Wawailaa
Allah Ke Pyare Hn Zehra Ke Tare Hn
Kyoun Ho Rahi Hai In Par Jor o Jafa, Wawailaa
Karbala Mn Piyase Hn Aal-e-Rasool, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa
Karbobla Hai Khooni Fiza Hai
Kunba Nabi Ka Khoon Ro Raha Hai
Darya Ko Ghaire Foj e Jafa Hai
Or Kab Se Pyasi Aal e Aba, Wawailaa
Karbala Mn Piyase Hn Aal-e-Rasool, Wawailaa
Allah Ke Pyare Hn Zehra Ke Tare Hn
Kyoun Ho Rahi Hai In Par Jor o Jafa, Wawailaa
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Kaisa Sama Hai Dil Ro Raha Hai
Kis Ke Liye Ye Maqtal Saja Hai
Wo Jo Nabi Ka Mah e Laka Hai
Us Par Hai Jari Jor o Jafa, Wawailaa
Karbala Mn Piyase Hn Aal-e-Rasool, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa
Ik Din Mn Ujra Ghar Fatima Ka
Hai Para Para Dil Mustafa Ka
Aaghaz Hai Ye Karbobla Ka
Arz o Sama Mn Matam Bapa, Wawailaa
Karbala Mn Piyase Hn Aal-e-Rasool, Wawailaa
Allah Ke Pyare Hn Zehra Ke Tare Hn
Kyoun Ho Rahi Hai In Par Jor o Jafa, Wawailaa
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Pyasi Sakina Mashqeeza Thame
Lipti Huwi Hai Apnay Chacha Se
Masoom Bachi Noha Kuna Hai
Pani Le Aao Pyare Chacha, Wawailaa
Karbala Mn Piyase Hn Aal-e-Rasool, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa
Naam-e-Khuda Par Deen-e-Khuda Par
Qurban Ho Ga Pyason Ka Lashkar
Aoun o Muhammad Abbas o Akbar
Qasim o Asghar Hon Ge Fida, Wawailaa
Karbala Mn Piyase Hn Aal-e-Rasool, Wawailaa
Allah Ke Pyare Hn Zehra Ke Tare Hn
Kyoun Ho Rahi Hai In Par Jor o Jafa, Wawailaa
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Rooz e Ashora Mehshar Bapa Tha
Ik Din Mn Sara Ghar Lut Gia Tha
Mazloom Pyasa Tanha Khada Tha
Maqtal Mn Zehra Ki Thi Sada, Wawailaa
Karbala Mn Piyase Hn Aal-e-Rasool, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa, Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa Wawailaa
Yabna Zahra Wawailaa
Haye Shaheed-e-Karbobla, Yabna Zahra Wawailaa
Wawailaa, Wawailaa, Wawailaa, Wawailaa
Ya Ali
Haye, Haye, Haye, Haye, Haye, Haye, Haye, Haye
Read more: Alam Ko Uncha Rakhna Hai