Read the best collection of 3 Shaban Poetry on Wiladat Hazrat Imam Hussain (a.s) in Urdu copy paste text with images. Amad e Shehanshah e Karbala bohat bohat Mubarak ho.
نجات پاگیا فطرس کرم حسین کا ہے
ابھی زمین پہ پہلا قدم حسین کا ہے
Nijaat Pa Gaya Fitrus Karam Hussain Ka Hai
Abhi Zameen Pay Pehla Qadam Hussain Ka Hai
جو٘ آج تک٘ نہ مل٘ا ہو تم٘ہیں خدا ک٘ی قس٘م
وہ آکر تیسری شعبان کی رات لے جاؤ
Jo Aaj Tak Nah Mila Ho Tumhe Kkhuda Ki Qasam
Woh Aakar Teesri Shabaan Ki Raat Le Jao
Read more: 4 Shaban Poetry – Wiladat Mola Ghazi Abbas
جب ہو کے گزر جائیں سوالا کھ پیغمبر
تب٘ ج٘ا ک٘ہ کہ٘یں آت٘ا ہ٘ے دنی٘ا می٘ں ا٘ک
حسين
Jab Ho Ke Guzar Jayen Swala Kh Paighambar
Tab Ja Ke Kahin Aata Hai Duniya Mein Ik
Hussain
3 Shaban Poetry
جاگ اٹھی سب کی تقدیر
آگئے مولا شبير
Jaag Uthi Sab Ki Taqdeer
Aagaye Maula Shabir
امام حسین کیلئے ایک جملہ لکھئے۔
Write one sentence about Imam Hussain (a.s)
جب نگاہیں ملیں نور سے نور کی
خوش ہوئیں بول اُٹھی سیدہ
آج کا میں آگیا
Jab Nigehain Milein Noor Se Noor Ki
Khush Huien Bol Utthee Sayeda
Aaj Ka Mein Agaya
پنجتن مکمل ہونے کو ہیں
حسین تشریف لا رہے ہیں
Panjtan Mukammal Honay Ko Hain
Hussain Tashreef Laa Rahay Hain
عل٘ی کے بیٹ٘ے کی آم٘د پر ا٘ور کی٘ا لکھ٘وں
خدا کے دین تمہیں زندگی مبارک ہو
Ali Ke Betay Ki Aamad Par Aur Kya Likhon
Kkhuda Ke Deen Tumhe Zindagi Mubarak Ho
شعبان میں آیتوں کا نزول جاری ہے
آج آئے ہیں حسین کل عباس کی باری ہے
Shabaan Mein Ayaton Ka Nuzool Jari Hai
Aaj Aaye Hain Hussain Kal Abbas Ki Baari Hai
حسین آگئے ہیں،
خدا کے دین تجھے زندگی مبارک
Hussain Aagaye Hain,
Kkhuda Ke Deen Tujhe Zindagi Mubarak
کیفیت دل کی ہے ناقابل اظہار حسین
آج ہنستے ہوئے روتے ہیں عزدار حسین
Kefiyat Dil Ki Hai Na Qabil Izhaar Hussain
Aaj Hanstay Hue Rotay Hain Azadar Hussain
سارے دلوں کا چین آیا ہے
بن کے رحمت حسین آیا ہے
جس نے قرآن بچایا محمود
وہ دین کا نصب العین آیا ہے
Saaray Dilon Ka Chain Aaya Hai
Ban Ke Rehmat Hussain Aaya Hai
Jis Ne Quran Bachaya Mahmood
Woh Deen Ka Nasb-Alayn Aaya Hai
نصیب دین الہی جگانے آیا ہے
حسین خالق اکبر بچانے آیا ہے
Naseeb Deen Ellahi Jaganay Aaya Hai
Hussain Khaaliq Akbar Bachanay Aaya Hai
3 شعبان ولادت شہنشاہ کربلا
حضرت امام حسین
تمام مومنین کو دل کی گہرائیوں سے مبارک
3 Shabaan Wiladat Shenshah Karbalaa
Hazrat Imam Hussain
Tamam Momnin Ko Dil Ki Gehraion Se Mubarak
زہرا کے نورعین آمد امام حسین مبارک
Zahra Ke Noore’ain Aamad Imam Hussain Mubarak
نجات پاگیا فطرس کرم حسین کا ہے
ابھی زمین پہ پہلا قدم حسین کا ہے
Nijaat Pa Gaya Fitrus Karam Hussain Ka Hai
Abhi Zameen Pay Pehla Qadam Hussain Ka Hai
Poetry on Imam Hussain (a.s)
حسین کو مان لینا کافی نہیں
حسین کی مان لینا تکمیل عشق ہے
Hussain Ko Maan Lena Kaafi Nahi
Hussain Ki Maan Lena Takmeel Ishhq Hai
میں خوش نصیب ہوں
مجھ پہ کرم حسین کا ہے
Mein Khush Naseeb Hon
Mujh Pay Karam Hussain Ka Hai
بے چین دلوں کا سہارا ہے حسین
Be Chain Dilon Ka Sahara Hai Hussain
مومن کی بہار ہے حسین
Momin Ki Bahhar Hai Hussain
یہ آرزو ہے علی المرتضی کی چوکھٹ پر
حسن، حسین کا صدقہ میں پانے جاؤں گا
Yeh Arzoo Hai Ali-alMurtaza Ki Chokhat Par
Husn, Hussain Ka Sadqa Mein Panay Jaoon Ga
دیکھو تو سلسلہ ادب مشرقین کا
دنیا کی ہر زباں پر قبضہ حسین کا
Dekho To Silsila Adab Mashriqen Ka
Duniya Ki Har Zuba Par Qabza Hussain Ka
چاند سے بڑھ کر ہے روشن انکا چہرہ بالیقین
جس کے بھی دل میں ہے نور الفت حسین
Chaand Se Barh Kar Hai Roshan Inka Chehra Bil-yaqeen
Jis Ke Bhi Dil Mein Hai Noor Ulfat Hussain
جہاں پر زوار کے ہوں ستر حج قبول
وہ کتنی عظیم ہے زیارت حسین کی
Jahan Par Zuwar Ke Hon Sattar Hajj Qubool
Woh Kitni Azeem Hai Ziyarat Hussain Ki
عرشوں سے بالا ہے میرا حسین
لفظوں سے اعلیٰ ہے میرا حسین
Arshon Se Baala Hai Mera Hussain
Lafzon Se Aala Hai Mera Hussain
لخت دل و جگر ہے علی و بتول کا
ختم رسل کی آنکھ کا تارا حسین ہے
Lakht-e-Dil O Jigar Hai Ali O Batool Ka
Khatam Rasal Ki Aankh Ka Tara Hussain Hai
بس تا قیامت انسان اب سیکھتا رہے
اس شان سے کربلا کو سجایا حسین نے
Bas Taa Qayamat Insaan Ab Seekhta Rahay
Is Shaan Se Karbalaa Ko Sajaya Hussain Ne
ہر عاشق حسین کا خواب سفر كربلا
Har Aashiq Hussain Ka Khawab Safar Karbala
کیا بات ہے فاطمہ تیرے نور عین کی
ملتی نہیں مثال کہیں بھی تیرے حسین کی
Kya Baat Hai Fatima Tairay Noor Ain Ki
Millti Nahi Misaal Kahin Bhi Tairay Hussain Ki
کوئی پوچھے یہ دور کس کا ہے
تم بتانا میرے حسین کا ہے
Koi Pouchye Yeh Daur Kis Ka Hai
Tum Batana Mere Hussain Ka Hai
کیا بات ہے فاطمہ تیرے نور عین کی
ملتی نہیں مثال کہیں بھی تیرے حسین کی
Kya Baat Hai Fatima Tairay Noor Ain Ki
Millti Nahi Misaal Kahin Bhi Tairay Hussain Ki
بے شک حسین ہدایت کا راستہ
اور نجات کی کشتی ہے
Be Shak Hussain Hadaayat Ka Rasta
Aur Nijaat Ki Kashti Hai
روح میں روشن ہے زندگی کی طرح حسین
Rooh Mein Roshan Hai Zindagi Ki Terhan Hussain
زندگی کے ساتھ بھی، زندگی کے بعد بھی
بادشاہ ہمارا یا حسین
Zindagi Ke Sath Bhi, Zindagi Ke Baad Bhi
Badshah Hamara Ya Hussain
زندگی کا سب سے خوبصورت دن وہ ہوگا
جس دن دیدار کربلا ہوگا
Zindagi Ka Sab Se Khobsorat Din Woh Hoga
Jis Din Deedar Karbalaa Hoga
مومن کی جسمانی معراج
زیارت امام حسین ہے
Momin Ki Jismani Mairaaj
Ziyarat Imam Hussain Hai
سجدوں سے درگزر کو گوارا نہ کیجیے
درس حسینیت سے کنارا نہ کیجیے
Sajdon Se Dar Guzar Ko Gawara Nah Kiijiye
Dars Hussainiyat Se Kinara Nah Kiijiye
علی کا لعل تو مانگے بغیر دیتا ہے
میں مانگنے کا مزہ چھوڑنا نہیں چاہتی
Ali Ka Laal To Mangay Baghair Deta Hai
Mein Mangnay Ka Maza Chhorna Nahi Chahti
مجھ کو شبیر سے محبت ہے
عشق شبیر میری دولت ہے
Mujh Ko Shabir Se Mohabbat Hai
Ishhq Shabir Meri Doulat Hai
علی کا لعل تو مانگے بغیر دیتا ہے
میں مانگنے کا مزہ چھوڑنا نہیں چاہتا
Ali Ka Laal To Mangay Baghair Deta Hai
Mein Mangnay Ka Maza Chhorna Nahi Chahta
وہ جس کی خاک سے ہوتا ہے نوریوں کا علاج
فقط زمین پر ایسا مطب، حسین سے ہے
Woh Jis Ki Khaak Se Hota Hai Nooriun Ka Ilaaj
Faqat Zameen Par Aisa Matab, Hussain Se Hai
عشق ہے٘ م٘یرا٘ حسین٘
Eshq Hai Mera Hussain (a.s)
مٹی میں مل گئے ارادے یزید کے
لہرا رہا ہے جو پرچم حسین کا ہے
Matti Mein Mil Gaye Iraday Yazid Ke
Lehra Raha Hai Jo Parcham Hussain Ka Hai
جس کی مسکان پر نبی قربان
وہ مسکرانہ میرے حسین کا ہے
Jis Ki Muskaan Par Nabi Qurbaan
Woh Muskrna Mere Hussain Ka Hai
3 Shaban Poetry on Birth anniversary of Maula Hussain ibn Ali (a.s) in Urdu text with images. Share these poetries on your social media like Facebook, Instagram, Twitter & Whatsapp Status. Also share with your friends, family & relatives.