Tamaam momineen ko amad e Janab e Syeda Zainab (s.a) bohat bohat mubarak ho. Read & share 1 shaban poetry on Wiladat Hazrat Zainab in Urdu with images. Also share these whatsapp status with your friends & family.
خوشیاں مناؤ لوگو شعبان آگیا ہے
اک ساتھ لے کے کتنے قرآن آگیا ہے
Khusihyan Maanao Logo Shabaan Agaya Hai
Ik Sath Le Ke Kitney Quran Agaya Hai
Read more: 3 Shaban Poetry on Wiladat Hazrat Imam Hussain (a.s)
احترام میں نظریں جھکا لیجیے
آج کائنات میں ہمشیر عباس آئی ہیں
Ehtram Mein Nazrain Jhuka Lijiye
Aaj Kaayenaat Mein Hamsheer Abbas Aayi Hain
آئی ندا کہ دین کی قسمت سنور گئی
قرآں کے گھر میں نہج بلاغہ اتر گئی
Aayi Nida Ke Deen Ki Qismat Sanwar Gayi
Qraan Ke Ghar Mein Nahaj Balagha Utar Gayi
1 Shaban Poetry
آج تحفے میں چادریں دو سب کو
آج اُم الردا کی آمد کا دن ہے
Aaj Tohfay Mein Chaadrein Do Sab Ko
Aaj Uumm-ul-rida Ki Aamad Ka Din Hai
منسوب کیوں نہ ہو وہ مہینہ امام سے
آغاز جس کا ہوتا ہے زینب کے نام سے
Mansoob Kyun Nah Ho Woh Maheena Imam Se
Aaghaz Jis Ka Hota Hai Zainab Ke Naam Se
جو علی جیسے باپ کی زینت ہو
اُسے زینب کہتے ہیں
Jo Ali Jaisay Baap Ki Zeenat Ho
Ussay Zainab Kehte Hain
علم حیدر کا خلاصہ ہے علی کی بیٹی
دوسری نہج البلاغہ ہے علی کی بیٹی
Ilm Haider Ka Khulasa Hai Ali Ki Beti
Doosri Nahaj Alblagh Hai Ali Ki Beti
یہ چ٘ادر حجا٘ب جو آپ٘ کے س٘ر پر ہ٘ے
سی٘دہ زین٘ب کی عط٘ا ہے
Yeh Chadar Hijaab Jo Aap Ke Sir Par Hai
Sayeda Zainab Ki Ataa Hai
خوشیاں مناؤ لوگو شعبان آگیا ہے
اک ساتھ لے کے کتنے قرآن آگیا ہے
Khusihyan Maanao Logo Shabaan Agaya Hai
Ik Sath Le Ke Kitney Quran Agaya Hai
Gallery
Please share these poetries with your friends, family and relatives also share on your social media accounts like Facebook, Instagram & Whatsapp status on the occasion of birth anniversary of Lady Zainab (s.a).