Rozadaro Qayamat Ke Din Hain Lyrics is a 2019 old Noha on 21 ramzan Shahadat Imam Ali recited by Mesum Abbas, written by Rehan Azmi, video TNA productions, audio ODS Studio. Read the writeups of Roza Daro Qayamat Ke Din Hain noha.
Rozadaro Qayamat Ke Din Hain
Haan
Ae Rozaadaro Aaho Buka Ke Yeh Roz Hai
Sadaat Par Nuzool-e-Bala Ke Yeh Roz Hai
Sartaaj-e-Auliya Ki Aza Ke Yeh Roz Hai
Phir Tum Se Widaa Sheer-e-Khuda Ke Yeh Roz Hai
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Hum Se Bichhda Hai Maula Hamara
Hum Se Bichhda Hai Maula Hamara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Khaak Be Warisi Hai Saron Par
Kaale Parcham Lage Hain Gharon Par
Khaak Be Warisi Hai Saron Par
Kaale Parcham Lage Hain Gharon Par
Hum Se Bichhda Hai Maula Hamara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Shab Ye Uneesvi Kaisi Aayi
Khoon Mein Dooba Muhammad Ka Bhai
Shab Ye Uneesvi Kaisi Aayi
Khoon Mein Dooba Muhammad Ka Bhai
Ro Raha Hai Sahar Ka Sitaara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Sitam Kaisa Dhaya
Qabr Mein Syeda Ko Rulaya
Ibn-e-Muljam Sitam Kaisa Dhaya
Qabr Mein Syeda Ko Rulaya
Kaise Bachon Ka Hoga Guzara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Tegh Sar Pe Ali Ke Lagi Hai
Aaj Shama-e-Imaamat Buji Hai
Tegh Sar Pe Ali Ke Lagi Hai
Aaj Shama-e-Imaamat Buji Hai
Dil Yateemon Ka Hai Paara Paara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Maan Ke Marne Ka Gham Kam Nahi Tha
Ek Koh-e-Alam Aur Toota
Maan Ke Marne Ka Gham Kam Nahi Tha
Ek Koh-e-Alam Aur Toota
Sog Mein Ghar Hai Zahra Ka Saara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ghar Mein Haider Ke Aah-o-Fugaan Hai
Eid Nazdeek Gham Ka Samaa Hai
Ghar Mein Haider Ke Aah-o-Fugaan Hai
Eid Nazdeek Gham Ka Samaa Hai
Aisa Ramzan Na Aaye Dobara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Umme Kulsoom Zainab Se Boli
Aaj Baba Ne Aankhein Na Khuli
Umme Kulsoom Zainab Se Boli
Aaj Baba Ne Aankhein Na Khuli
Maine Shaana Hila Kar Pukara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Seena Ko Peeto Rehan-o-Meesam
Kyun Na Farsh-e-Aza Pe Chale Hum
Seena Ko Peeto Rehan-e-Meesam
Kyun Na Farsh-e-Aza Pe Chale Hum
Ghamzada Chaar Soo Hai Nazaara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Ibn-e-Muljam Ne Haider Ko Maara
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain
Roza Daaro Qayamat Ke Din Hain