Ro Rahe Hain Murtaza Lyrics - Sonu Monu 2025

Ro Rahay Hai Murtaza Lyrics is a 2025 new Noha on 21 ramzan Shahadat Imam Ali recited by Sonu Monu, writeups written by Ali Raza Surani. Read the writeups of Ro Rahe Hain Murtaza noha.

Ro Rahe Hain Murtaza Lyrics

Haaye Ali, Haaye Haaye Ali
Haaye Ali, Haaye Haaye Ali

Haaye Ali, Haaye Haaye Ali
Haaye Ali, Haaye Haaye Ali
Haaye Murtaza Ali
Haaye Murtaza Ali
Haaye Murtaza Ali
Haaye Murtaza Ali

Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahi hai baap ke chehre ko dukhtar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar

Betiyon ke sar pe rakh kar
Haath rote hain Ali
Betiyon ke sar pe rakh kar
Haath rote hain Ali
Shaam-e-Ghurbat ka tasavvur mein woh manzar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar

Yaad aati hai Sakina ki, Ali bechain hain
Yaad aati hai Sakina ki, Ali bechain hain
Zainabؑ-o-Kulsoom ke kaanon mein gohar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar

Choomte hain haath Abbas jari ke baar baar
Choomte hain haath Abbas jari ke baar baar
Mere Moula apni betiyan khoon mein tar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar

Khaak-e-Rash girti thi Zainab
Ghar ke andar khaak par
Khaak-e-Rash girti thi Zainab
Ghar ke andar khaak par
Khoon ka dhara rawaan Baba ke rukh par dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar

Jaan, jitne din talak Hasnain rote hi rahe
Jaan, jitne din talak Hasnain rote hi rahe
Apne Baba Jaan ka
Apne Baba Jaan ka
Hujre mein bistar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza, Haaye Zainabؑ ki chaadar dekh kar
Haaye, Ro rahe hain Murtaza Zainabؑ ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar

Aye Soz-e-Ni Faatimaؑ Zahra, Ali ke soug mein
Aye Soz-e-Ni Faatima Zahra, Ali ke soug mein
Roti hongi janib-e-qabr-e-Paighambarؑ dekh kar
Dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar
Ro rahe hain Murtaza Zainab ki chaadar dekh kar

Haaye Ali, Haaye Haaye Ali
Haaye Ali, Haaye Haaye Ali, Haaye Ali
Haaye Murtaza Ali
Haaye Murtaza Ali
Ali, Haaye Ali

Read more: All Noha Lyrics is Here

ro rahe hain murtaza, noha lyrics in urdu
Ro Rahe Hain Murtaza Lyrics

Lyrics in Urdu

ہاے علیؑ ہاے ہاے علیؑ
ہاے علیؑ ہاے ہاے علیؑ

ہاے علیؑ ہاے ہاے علیؑ
ہاے علیؑ ہاے ہاے علیؑ
ہاے مرتضیٰ علی
ہاے مرتضیٰ علی
ہاے مرتضیٰ علی
ہاے مرتضیٰ علی
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہی ہے باپ کے چہرے کو دختر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر

بیٹیوں کے سر پے رکھ کر
ہاتھ روتے ہیں علی
بیٹیوں کے سر پے رکھ کر
ہاتھ روتے ہیں علی
شام غربت کا تصور میں وہ منظر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
یاد آتی ہے سکینہ کی علی بے چین ہے
یاد آتی ہے سکینہ کی علی بے چین ہے
زینب و کلثوم کے کانوں میں گوہر دیکھ کر

رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
چومتے ہیں ہاتھ عباسؑ جری کے بار بار
چومتے ہیں ہاتھ عباسؑ جری کے بار بار
میرے مولا اپنے بیٹیاں خون میں تڑ دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر

خاکے رش گرتی تھی زینب
گھر کے اندر خاک پر
خاکے رش گرتی تھی زینب
گھر کے اندر خاک پر
خون کا دھارا رواں بابا کے رخ پر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
ہاے
جان جتنے دن تلک حسنینؑ روتے ہی رہے
جان جتنے دن تلک حسنینؑ روتے ہی رہے
اپنے بابا جان کا اپنے بابا جان کا
حجرے میں بستر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ ہاے زینبؑ کی چادر دیکھ کر
ہاے رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
اے سوزانی فاطمہؑ زہراؑ علیؑ کے سوگ میں
اے سوزانی فاطمہؑ زہراؑ علیؑ کے سوگ میں
روتی ہونگی جانبے قبرے پیمبرؑ دیکھ کر
دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
رو رہے ہیں مرتضیٰ زینب کی چادر دیکھ کر
ہاے علیؑ ہاے ہاے علیؑ
ہاے علیؑ ہاے ہاے علیؑ ہاے علیؑ
ہاے مرتضیٰ علی
ہاے مرتضیٰ علی
علیؑ ہاے علیؑ

Post a Comment