Ja Kar Koi Taiba Mein Ye Aqa Ko Bataye Lyrics 2025

Ja Kar Koi Taiba Mein Ye Aqa Ko Bataye is a new naat sharif of the the year 2025. It releases on 25 March 2025 on YouTube and recited by Hafiz Ahsan Qadri. These beautiful lyrics written by Hafiz Tahir Qadri.


Ya Rasool Allah
Ya Habeeb Allah
Zahra ke Baba
Hasnain ke Nana

Bari umeed hai Sarkar qadmon mein bulayenge
Karam ki jab nazar hogi Madine hum bhi jayenge
Agar jana Madine mein hua hum gham ke maaron ka
Makine Gumbad-e-Khazra ko haal-e-dil sunayenge

Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye
Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye

Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye
Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye
Guzre huye lamhon ki bohot yaad sataye
Guzre huye lamhon ki bohot yaad sataye

Jab se sooye Bat’haa ka ye sheedai hua hai
Jab se sooye Bat’haa ka ye sheedai hua hai

Tab se dil betaab kahin chain na paye
Tab se dil betaab kahin chain na paye
Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye

Kisi soorat yahan par ab hamara ji nahi lagta
Humein baad-e-saba le ja uda kar unke kooche mein
Mujh se koi ye maal ye dolat sabhi le kar
Mujh se koi ye maal ye dolat sabhi le kar
Lauta de wo pal jo the Madine mein bitaye
Lauta de wo pal jo the Madine mein bitaye

Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye
Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye

Phir aaye bulawa mujhe Darbar-e-Nabi se
Phir aaye bulawa mujhe Darbar-e-Nabi se
Allah Haq abhi khair se ye din bhi dikhaye
Allah Haq abhi khair se ye din bhi dikhaye

Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye
Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye

Imaan kisi shakhs ka kaamil nahi hota
Imaan kisi shakhs ka kaamil nahi hota
Jab tak ke wo Sarkar pe imaan na laye
Jab tak ke wo Sarkar pe imaan na laye

Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye
Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye

Ahmad rehta umr isi dar ka hi naukar
Ahmad rehta umr isi dar ka hi naukar
Aye kaash isi dar pe use maut bhi aaye
Aye kaash isi dar pe use maut bhi aaye

Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye
Ja kar koi Tayyaba mein ye Aaqa ko bataye

Ja Kar Koi Taiba

Lyrics in Urdu

یا رسول اللہ
یا حبیب اللہ
زہرا کے بابا
حسنین کے نانا
بڑی امید ہے سرکار قدموں میں بلائیں گے
کرم کی جب نظر ہوگی مدینے ہم بھی جائیں گے
اگر جانا مدینے میں ہوا ہم غم کے ماروں کا
مکینے گنبد خضرا کو حال دل سنائیں گے

جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے

جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
گزرے ہوئے لمحوں کی بہت یاد ستائے
گزرے ہوئے لمحوں کی بہت یاد ستائے

جب سے سوئے بطحا کا یہ شیدائی ہوا ہے
جب سے سوئے بطحا کا یہ شیدائی ہوا ہے

تب سے دل بیتاب کہیں چین نہ پائے
تب سے دل بیتاب کہیں چین نہ پائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
کسی صورت یہاں پر اب ہمارا جی نہیں لگتا
ہمیں باد صبا لے جا اڑا کر ان کے کوچے میں
مجھ سے کوئی یہ مال یہ دولت سبھی لے کر
مجھ سے کوئی یہ مال یہ دولت سبھی لے کر
لوٹا دے وہ پل جو تھے مدینے میں بتائے
لوٹا دے وہ پل جو تھے مدینے میں بتائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
پھر آئے بلاوا مجھے دربار نبی سے
پھر آئے بلاوا مجھے دربار نبی سے
اللہ حق ابھی خیر سے یہ دن بھی دکھائے
اللہ حق ابھی خیر سے یہ دن بھی دکھائے

جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
ایمان کسی شخص کا کامل نہیں ہوتا
ایمان کسی شخص کا کامل نہیں ہوتا
جب تک کہ وہ سرکار پہ ایمان نہ لائے
جب تک کہ وہ سرکار پہ ایمان نہ لائے

جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
احمد رہتا عمر اسی در کا ہی نوکر
احمد رہتا عمر اسی در کا ہی نوکر
اے کاش اسی در پہ اسے موت بھی آئے
اے کاش اسی در پہ اسے موت بھی آئے

جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے

Post a Comment